Sehri ki Dua

Youn to Sehri ki Dua parhna lazmi nhe he blke dil me niyat karne se roza hojata he lekin Sehri ki dua parhna Sunnat e Nabwi he. Dil me niyat karlena se apka roza qaim hojaega lekin Sehri ki dua parhne se zuban se irada ki tasdeeq hojati he or shak ki koi gunjaish baki nhe rehte. Roza rakhne k lye Sehri ki dua ye he “Wa bisawmi ghadinn nawaiytu min shahri ramadan” jis k maene hain “ or mene mah e Ramzan k kal k roze ki niyat ki.” Dua parhne k bad ap aftari k waaqt tk Kuch kha or pe nhe sakte.

Sehri ki Dua

Sehri khaana Sunnat e Nabwi or wese bhe Sehri karlene se insan doran e Roza kamzori mehsos nhe karta he. Sahi Bukhari Shareef se Riwayat hai k Rasool-e-Pak sallallahu alaihi wa alaihi wasallam ka Farmaan he kai “Sehri khaya karo,kunke Sehri khane me barkat he”. Sehri ki Dua:

وَبِصَوْمِ غَدٍ نَّوَيْتُ مِنْ شَهْرِ رَمَضَانَ

"or mene mah e Ramzan k kal k Roze ki niyat ki”

Sehri karne k bad Sehri ki dua parh lene mustahib he lekin agar nhe parhi or dil me irada karliya to bhe Roza Qaim hojaega. Sehri ki dua khane k foran bad ya Sehri ka Waqt Khatam hone se phle parhni chahye.

More Categories in Islamic Info<
Veiw More Categories
Reviews & Comments

SubhanAllah! This Sehri dua is so meaningful and uplifting.

  • Zara , Karachi
  • Fri 23 Feb, 2024

My daughter is using this page to learn sehri ki dua for Ramadan Kareem

  • Afshan , US
  • Thu 08 Apr, 2021

The best thing about Islam is that there is Dua for each and every thing in our religion. We should memorize a dua that the Prophet Muhammad (Peace Be Upon Him) taught us for Sehri as it has several benefits and virtues.

  • Mohsin , Islamabad
  • Wed 07 Apr, 2021

MashaAllah.... This is an amazing page that is quite clear and understandable without any ambiguity. Sehri ki Dua is the best dua that give us strength to keep fast for Almighty Allah

  • Hashim Ali , Multan
  • Tue 06 Apr, 2021

We should end eating a few minutes before the last time of Sehri. However, doing Sehri is a sunnah of our Holy Prophet Muhammad (Peace Be Upon Him). Islam also taught us a dua that we should recite if you want to keep a fast.

  • Raza , Peshawar
  • Tue 09 Mar, 2021